कुछ करने का मन करता है,
पर न जाने किस बात से ये दिल डरता है
कोई कर न सके जिस सवाल को
क्यूं फिर भी तू,
उसके जवाब का इंतज़ार करता है।
कुछ करने का मन करता है,
पर न जाने किस बात से ये दिल डरता है
दूसरों पर ऐतबार करता है
और खुद अपनी दुआओं से डरता है।
कुछ करने का मन करता है,
पर न जाने किस बात से ये दिल डरता है
यह रास्ता तो तूने ही चुना था
फिर क्यूं अब
सफ़र ख़त्म होने का इंतज़ार करता है।
कुछ करने का मन करता है,
पर न जाने किस बात से ये दिल डरता है,
कल का तो तू इंतज़ार करता है
पर, रात न गुज़रने की भी बात करता है।
कुछ करने का मन करता है,
पर न जाने किस बात से ये दिल डरता है
बिना बोले जो समझे तेरे दिल की बात
क्यूं उन सुनने वालों का अब तक इंतज़ार करता है।
- सपन कुमार मिश्रा
My World of dreams......
Wednesday, May 4, 2011
Sunday, November 7, 2010
Kaho na.................
Kaho na
Kuchh pal saath chale to jaanaa,
Rastaa hai jaanaa pehchanaa .
Saanso ko sur de jaataa hai,
Tera yo.n sapano mai.n aanaa.
Maine jatan kiye to lakho.n
Mann ne meet tumhi ko maanaa
Ab to haath thhaam lene do
Aur kaho na , na na , na na !
Sau janam ka saath apna,
Sans ka dhadkan se jaise,
Aas ka jeevan se jaise,
Kaise kate saal solah,
Shyam ki jogan ke jaise.
Jhoot ke parde na dhoondo,
Sach kaho na .
Kuchh kaho na ..
Ek dooje ke liye ham,
Haath main kangan ke jaise,
Pyaas main sawan ke jaise,
Roop ko darpan ke jaise,
Bhakt ko bhag_van ke jaise.
Jheel si simtee na baitho,
Kuchh baho na .
Kuchh kaho na ..
Jaanata hoon thak gayee ho,
Umr ke lambe safar se,
Saanp se dasate shahar se,
Aas se aur aansuon se,
Bheed ke gahare bhawanar se.
Waqt firata hai suno,
Itna daro na .
Kuchh kaho na ..
Kis tarah ladatee rahi ho,
Pyaas se parchhaiyon se,
Neend se , angadaiyon se,
Maut se aur zindagi se,
Teej se ,tanahaiyon se.
Sab tapasya tod dalo,
Ab saho na
Kuchh kaho na !!
Syaah sannaton main hamane,
Umr katee hai tanhaa,
Tang aur andhi surangen,
Is gufaa se us gufaa.
Saans thi sahami hui si,
Dhadakanon ko ek darr,
Itnaa tanhaa aur lambaa,
Zindgi ka uff safar.
Door meelon door jalati ,
Lau koi lagatee ho tum ,
Tum ho,tum ho,Tum hi tum ho ,
Ho naa tum, tum, ho naa tum.
Pal se pal tak jee rahe hain,
Tum hi pal pal aas ho na,
Ek pal to aur thaharo ,
Ek pal dikhati raho na .
Kuchh kaho na !!
Kuchh pal saath chale to jaanaa,
Rastaa hai jaanaa pehchanaa .
Saanso ko sur de jaataa hai,
Tera yo.n sapano mai.n aanaa.
Maine jatan kiye to lakho.n
Mann ne meet tumhi ko maanaa
Ab to haath thhaam lene do
Aur kaho na , na na , na na !
Sau janam ka saath apna,
Sans ka dhadkan se jaise,
Aas ka jeevan se jaise,
Kaise kate saal solah,
Shyam ki jogan ke jaise.
Jhoot ke parde na dhoondo,
Sach kaho na .
Kuchh kaho na ..
Ek dooje ke liye ham,
Haath main kangan ke jaise,
Pyaas main sawan ke jaise,
Roop ko darpan ke jaise,
Bhakt ko bhag_van ke jaise.
Jheel si simtee na baitho,
Kuchh baho na .
Kuchh kaho na ..
Jaanata hoon thak gayee ho,
Umr ke lambe safar se,
Saanp se dasate shahar se,
Aas se aur aansuon se,
Bheed ke gahare bhawanar se.
Waqt firata hai suno,
Itna daro na .
Kuchh kaho na ..
Kis tarah ladatee rahi ho,
Pyaas se parchhaiyon se,
Neend se , angadaiyon se,
Maut se aur zindagi se,
Teej se ,tanahaiyon se.
Sab tapasya tod dalo,
Ab saho na
Kuchh kaho na !!
Syaah sannaton main hamane,
Umr katee hai tanhaa,
Tang aur andhi surangen,
Is gufaa se us gufaa.
Saans thi sahami hui si,
Dhadakanon ko ek darr,
Itnaa tanhaa aur lambaa,
Zindgi ka uff safar.
Door meelon door jalati ,
Lau koi lagatee ho tum ,
Tum ho,tum ho,Tum hi tum ho ,
Ho naa tum, tum, ho naa tum.
Pal se pal tak jee rahe hain,
Tum hi pal pal aas ho na,
Ek pal to aur thaharo ,
Ek pal dikhati raho na .
Kuchh kaho na !!
Wednesday, November 3, 2010
My Journey
I am a person, who is on a journey
Walking towards the prime purpose of life
I have learned not to trust this glitterous world,
Which is just a gleam of its creator
When loneliness haunted,
I ran in search for love and shelter
I tried myself to be a different person
All in search of love, all in search of love.
But I found the one who could accept me as I am
Who came in search of me!
Now HIS Love,
HIS Caress I always feel in my life
I found nothing desirable in this world,
Except humans, though they don't realize!!
Numerous are they who came and evanesce from my life,
No one could ever fill the void of my heart
The faces whom I trusted became fleeting shadows,
I wondered why am I alone,why am I alone!!!
A stilly voice consoled me saying " I am with you always"
Now I stand here and realize those hurdles, those hopeless moments, those stumbling times;
Were milestones which I have overcome
On my way to heaven.
I am on a journey, which's soon ending
Like a bird, parching on a tree for shelter,
My life on earth,
I will fly away when my MORNING STAR appears....

Monday, October 11, 2010
CareLess
Careless mistakes.
Careless memories.
My teenage life... breaks down in front of me.
I only wanted to have fun.
I only wanted to try it once.
Why did they try to hurt me?
They said it would be fun.
Yet, they only lied.
I thought they were my friends.
I thought I could trust them.
They only cared about themselves.
Now I'm addicted.
Addicted to careless things and to careless people.
I know it was my fault but why did I have to be so...
Careless......

Saturday, October 9, 2010
Sapno ki tarah aayi wo tez hawaon me !!!!
Khushbhu ki tarah aaya wo tej hawaon me
Khushbu ki tarah aayi wo tez hawaon me,
maanga thha jise maine din raat duaon me,
tum chat pe nahi aaye….. mai ghar se nahi nikla…
ye chand bahut bhatka hai ….sawan ki ghatao me….
Iss sheher me ek ladki bilkul hai gazal jaisi …
bijli si ghataaon me , khushbu si hawaaon me….
Mausam ka ishara hai khush rehne do bachho ko…
maasum mohabbat hai….fulo ki khataon me
hum chand siaaro ki raaho ke musafir hai
Har raat chamakte hai ,,,taarikh khilaaon me
bhagwaan hi bhejenge chaawal se bhari thhaali
maasum parindo ke ..maasum pahaluo me
dada bade bhole the….sabse yahi kehte the
kuchh zejer bhi hota hai angrezi dawaaon me………….
Sapan Kumar Mishra
( Hindi Kavi )

Wednesday, September 15, 2010
Muskaan
Muskaan Muskaan pe teree to main kurbaan hogayaa, Ik aarzoo se aaj main armaan hogayaa. Dekhee jo tere chehre pe khiltee huee hansee, Mushkil thaa jo jeenaa meraa aasaan hogayaa. Kaise karoon bayaan main bhalaa teraa bholaapan, Kal aadmee thaa aaj main insaan hogayaa. Jaanaa hai tujhko chhoDke par aaj phir mujhe, Apne hee ghar thaa aaj main mehmaan hogayaa. |
Subscribe to:
Comments (Atom)